Monday, March 25, 2013

Broken Heart Sms

Bewafa Shayari SMS

Hammein izhaar karna nahi aaya,
Unhe pyaar karna nahi aaya,
hum bas dekhte hi reh gaye...,
Aur waqt ko thamna nahi aaya,
Woh chalte chalt itne dooor chale gaye......,
.
.
Humein rokna bhi nahi aaya...

1 comment: