Monday, March 25, 2013

Sad Shayari- Sao Bar Usko Meri Yaadon Ne Rulaya Hoga


Naam likh k us ne mera mitaya hoga,
So bar usko meri yaadon ne rulaya hoga,
Us k chehre pe mera naam likha hai yaro,
Us ne kis kis se mera naam chupaya hoga…

No comments:

Post a Comment